RAMZAM ME PADHNE KE WAZEEFE
sawal :Assalamalikum ,mufti sahab
Ramzan main padne ke liye kuch WAZIFA dijea ?
(mohammed Abdul qayyum)
Jawab : walikumassalam wa rahmatullha,,
ramzan me padhte ne ke wazeefo me to Astaghfaar kalimah awr durood e paak ke saatho quran e kareem ki kasrat se tilawat karna chahiye,
awr roze ki halat me bekaar baato awr kaamo se door rahna bhi ek wazeefe se kam nahi hai.
plz,,read and share it.