BE QARARI KI HALAT ME KIYA KARE ?

Sawal :Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatahu , jab koi karobaar ya koi kaam samajh na aaye , Dimaag kaam na kare , koi rasta na dikhe tou kya kiya jaye jis se manzil milay.
(SAHIL SAHIL),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatulllah,aysi soorat me Namaz e istekhara 2 rakat nafil ki niyyat se padhkar uski ek dua rahti hai,wo namaz ke baad padhe to inshallah jo kaam me bhalayi hai,wo kaam khaab me nazar ayega chahe warna agar wo sahi nahi hai,tab wo sahi na hone ke etebaar se khaab me nazar ayegar,,inshallah

plz,,read and share it,

You might also like