*** BE WAZOO TAWAF KA HUKM ***

 

Sawal : Asslamu Alekum mufti Sahab, ek sawal hai plz. Ispr Quraan wa Hadees Ki Roshni Me Iska Jawab Bataiiye
Mujhe ek maslah puchhna tha k meri Maa ne mere Nana k naam ka hajj kiya WO kahti he k tawaf e ziyaret k waqt unka wazu acidity ki problem k wajah se toot gaya to unhone phir se wazu nahi kiya aur tawaf kar liya to kya ye ghalat hai? ya Ghalati ko kise sudhara jaye ke hajj ka pura sawab dadaji ko mil paye.?
(Ek Islami bhai),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Halat e Ehraam me jo bhi baghir wazoo ke tawaaf kare to us per “Dum”(ek janwar ki qurbani) de na wajib hai,ab ye to tawaf e ziyarat hai,lehaza ek janwar ki qurbani de to maslah hall hojayega,,,
(tafseer e suratul hajj,Al quran,vol/17),

You might also like