BIKE PER ISLAMI LOGO LIKAHNE KA HUKM

Sawal :Assalamualaikum warahmatullah mufti sahab EID UL-FITR MUBARAK aap ku Tammam Ghar walaon ku.
Mera ek sawal ye kya apni BIKE pe front side pe YA ALI likhwane ki ijazat hai YA nai. Jawab inayat farmayega.
Jazak Allah khair.
(MD waseem),
jawab : walikumassama wa rahamtullah,,apko bhi mubarak,,,kisi bhi gadi per islami shksiyaat wa maqamaat ya kalimaat likhane ki ijazat hai,lekin uska adab wa ehteram bhi zaroori hai,yani gadi to kisi bhi dande maqam se bhi guzarti hai,to us se uski be hurmati hoti hai,awr uska adab nahi hota hai,lehaza ehteraam horaha hai,to likha sakte hai,warna nahi likhaye to behter hia,
plz,,read and share it.

You might also like