NAFIL NAMAZ KA WAQT ?

Sawal :Asalamualaikum rb .mufti sab nafil namaz ka timeing kabse kab tak pad sakte .mufti sab .aslkum .?
(Mohammed khaleel),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Nafil Namaze to raat me bhi hai,awr din me hai,ab rahi raat ki nafil namaze to wo raat bhar fajar ki namaz ke waqt se pahle tak padhi jasakti hai,lekin fajar ki farz namaz ke baad kisi bhi nafil ya sunnat sooraj ki nikalne se pahle padhne ki ijazat nahi hai,awr din ki nafil namaze to soorat jab darmiyan me ho,awr asar ki namaz ke baad se soraaj ghuroob hone tak koi nafil nahi padhni chahiye iske alawah kabh bhi nafil namaz padh sakte hai,
(Al Hidayah,vol/1,pg/146),
plz,,read and share it.

You might also like