BIKE PER NAAT,NIKAH KIN SE HO,LIFE INSURANCE,SAAS SE PARDAH ?

Sawal :Assalamualaikum,Maulana
Kuch sawala the aap se?
1) Bike pe jate waqt salam ya durud ya naat ya fir quran ki surte padh sakte hai??
2) Nikha kis kis se karna islam me jayaz nahi hai?
3) life insurance company me job kar sakte kya?
4) Saas apne damad se parda karna zaruri hai aur agar hai toh aisa kiu???
(Mohammed Rizwan),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
1) Bike per Jaate huve jahan Road per Na Paaki na ho jaise Kachrah etc..to Salam,Durood ya Naat padhte huve ja sakte hai,agar Na Paaki ho to Na padhe,
2) Maa,Beti,Bahen,Khalq,Phuppu,Razayi bahen,aur Nawasi,Bhanji,Bhateeji,istrah uper aur Neeche tak khooni rishteh jiski list bohat badi hai,
3) Life insurance Co me job karne me koi haraj nahi hai,karsaktr hai,
4)Saas Maa ke Hukm me hai,damad se baat bhi karsakti hai,aur pardah karna zaroori nahi hai,lekin insaani wa aurat hone ke naate jitna pardah kare to utna hi behter hai,
(Al Hidayah,Vol/2,Tirmizi,Vol/1),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like