DAATNO(TOOTH) SE BLOOD AANE WALE KA ROZAH ?

Sawal :Assalamualikum mufti saheb mere walid sahab ko teeths (daantho) me khoon aata hai hum log ne iska ilaaj bhi karwaya hai lekin wo bimari kam nahi ho rahi hai mere walid sahab puray roze rahte hai kya ye teeths me se blood jaane ki wajah se roza toot ta ya makru hota kya aap ke jawab ka intezaar rahte ga.. Jazakallah Dua ki guzarish.
(Mohammed Imtiyaz Junadi),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Agar kisi shaks ke Daanto(Tooth) se Blood aye to Us Blood ke ane se Rozah Nahi tootega Rozah to Rakh sakte hai,
Lekin agar wo Blood(Khoon) agar Pet(stomuch) me chala jaye to phir us se Rozah toot jayega,Ehtiyat horahi ho to Rozah rakhe warna Majboor ki wajah se Rozah Na rakhe balke uska Fidyah 1 Rozeh ke Badle 1 Miskeen ko 2 Waqt ka Khana khila de to kaafi hai.
(Al Hidayah,Vol/2)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like