DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF , 6th Day; (Chapter : Eeman )

Hazrat Abu Hurairah (rz) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram (sallallahalihiwasallam) ne farmaya ; EEMAN ki 60 se ziyadah Shobe (dept) hai, unme sabse Afzal Shobah “LA ILAHA ILLALLAH” ka kalimah hai, awr sabse Kam darjah ka “Raastah se Takleef wali cheez ko door karna hai,” awr HAYA eeman ka ek shobah hai.

DARS : kalimah tavheed ki fazeelat to beshumaar hai,unme rastah se takleef wali cheez sirf muslaman keliye hi nahi balke her insaan keliye door karna hai,usme bike ya car etc,,parking bhi shamil hai ,ke rastah me gadi park karna bhi islam ke aadab ke khilaf hai, awr Raasteh me Gadi ka park na karna bhi Neki me shumar hota hai, Haya do tarah ki ek zuban ki Haya 2 badan ke aaza ki haya ,ye dono ko haya ke daman me rakhna eeman ke hisson me se hai,

You might also like