DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,23 DAY,Chapter : SALATH,

 

Hazrat Abu Hurairah(rz) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Agar logo ko maloom hota ke ” AZAAN ” awr “MASJID KI PAHLI SAFF(line) ‘” me kitne Fazeelat hai,to unke paas Qur’aa Andaazi ke koi chaara Na hota .

Dars : Yani Allah ne Azaan awr Namaz ke waqt PAHLI SAFF me itne Fazeelat wa Sa’adath rakha hai,ke usko bayan nahi kiya gaya hai,take wo raaz raaz hi rahe ,haan agar uske sawab ke baare me agar batla diya jata to log us sawab wa fazeelat ko hasil karne kilye PAHLI SAFF me khade hone kilye Qur’a andazi karte ,take Jhagda na hone paaye ,to is se pahli saff ki fazeelat zahir hoti hai,to hum sabko Namaz me pahli saff me shamil hone ki koshish karni chahiye,,,

plz , read and share it.

You might also like