DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,47, DAY,:Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Ibne Umer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jamat se padhi jane wali Namaz ,tanha padhi jane wali Namaz se 27 Darjah ziyadah fazeelat rakhti hai.

Dars : yani Jo shaks Jamat ke saath namaz padhta hoto usko Allah us namaz se jo tanha(individual) padhne wale se 27 Namazo ka “SAWAB’ ata farmata hai,

Haan,, Khawateen(ladies) ghar me hi namaz tanha hi padhle ,ye Aaqa e Do jahan(sallallahualihiwasallam) ka hi hukm hai,to inshallah ,Unko Tanha hi namaz kyu na padhe Allah jamat ka sawab zaroor ata farmayega….

plz,,read and must share it.

You might also like