DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,48, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abu Barzah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha: Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Isha ki Namaz chot jaye awr agarche raat ke teesre hisseh me bhi kyu na pahoncho isha ki NAMAZ ada karlo ,awr aapne isha ki namaz se pahle sone se mana farmay,awr isha ke baad bekaar guftugo se bhi aapne mana farmaya hai,

Dars : is me isha ki namaz ke waqt ki wus’at awr uski ahmiyat ki taraf isharah hai,yani wo bandah hi kiya jo khuda ki bandagi kiye baghir is choti si zindagi me araam kise karsakta hai !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
>isha ke baad agar koi deeni kaam hoto uske karne awr deeni baat hoto usko sunne ki puri ijazat hai,
afsos >>>>>>>>Aaj raat ke awqaat bazaro ,galiyo awr katto etc,,per baithne wale kaoun hai ????????????

plz,,read and share it.

You might also like