DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,51 DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abdur Rahman bin Abu umrah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Hazrat Osman bin Affan(raziyallahuanhu) maghrib ki Namaz ke baad masjid me tanha baith gaye,to maine bhi unke qareeb baith gaya,to aapne mujh se kaha ,aye mere bhateeje maine Rasool e Akram(sallallahualhiwasallam) se suna hai,ke aapne farmaya :
jo shaks Namaz e ISHA jamat ke saath ada karta hai,to goya usne raat bhar Allah ki Ibadath ki hai,
awr jo Namaz e Fajr jamat ke saath ada kare ,to goya ke wo pura Din(total day) Allah ki ibadath ki hai,

Dars : Subhanallah kiya karam awr kiya fazal hai,maula ka,,
bandah din ke kuch hissah me ibadat kare to,
rabb saara din ibadat ka sawab ata kare,,
Allahu Akber kabeera !!!!!!!!!!!!

plz,,read and share it.

You might also like