DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,55, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ

 

Hazrat Abu Saeed khudri(raziyallahuanhu) se rivayat hai,,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya :Jab tum 3 aadmi raho.to tum Namaz ko jamat ke saath ada karlo,awr tum me se jo quran bahter padhta hoto wahi imamat ka ziyadah mustahaq hai,

Dars : ye us jagah ka hukm hai,jaha masjid me koi imam mutayyan na ho ,to kyu ke jaha imama ho awr waha namaz ho jaye to waha dobarah jamat nahi banana chahiye balke tanha hi namaz padhle,
haan ,,jaha jangle ho ya safar me saare saathi musafir ho,awr namaz ka waqt hoto tab jamat bana sakte hai,etc,,

wazih rahe agar sirf 2 aadmi bhi hoto jamat bana sakte hai,

plz,,read and share it.

You might also like