DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,56, DAY,Chapter : JUMA’H.

 

Hazrat Abdullah ibne Omer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Kaha ke Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne memer per khade hokar farmaya : Jab tum me se koi Jumah ka dina pavo to us din ” GHUSL” karlo.

Dars : yani JUMA ki din ghusl karna sunnat hai ,awr juma ke din ki kayi aadab awr mustahabbat hai,jisko waqt ke lehaz se inshallah bayan karenge…
Ghusl ki niyyat me juma ke din ki hi niyyat karle to kaafi hai,
awr ghusl me jumlah 3 farz hai,

1,kulli karna,
2,Naak (nose) me paani chadan,
3,Pure Badan (total body) per paani bahana,,
……………
Aadab ;
>Ghusl se pahle wazoo banale..
> seedhe janib se shuru kare,,
>kisi onche maqam per kare agar ghusl ka paani girne ka andesha hoto.
>attach bath room me islami duaen awaz se na padhe,,
etc,,,

plz,,read and share it

You might also like