*** ETEKAAF KELIYE KITNI AGE ? ***

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Etekaf ke liye kya umar(age)honi chahiye ?
Q ki MERE ghar wale.Nahi baith ne dere?!
(Mohd Sajid),

Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Etekaaf keliye Rozah Shart hai,yani Rozeh ke baghir Etekaf hi nahi hota hai,to Etekaf ke Baligh hona hai,kyu ke Rozah Baligh per hi farz hai,Na Baligh Bacho per Nahi,
Haan,agar koi Na Baligh Bacha ya Bachi Rozah rakhe ya Etekaaf me baithe to ye Tarbiyat ke tour per hoga Farz ke tour per Nahi.
(Al Hidayah,Vol/2,Pg/173)

You might also like