*** GHAR MASJID SE DOOR HONE SE NAMAZ BA JAMAT KA HUKM ***

 

Sawal :Assalamaulakum warahmatullah mufte sahab ,
mujhe yah jaan na tha ka. Agar hamare ghar sa masjed dur hai to ghar par namaz parne ka hukem hai 5 waqt ke ?
(faraz uddin),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Ghar ka door hona ye Namaz e Ba jamat ko chodne keliye daleel wa sabab nahi ban sakta hai,paidal nahi jasakte to gadi se jakar namaz ada karna zaroori hai,awr jitni door se masjid ko jayenge to hadees e paak me aya hai,ke allah tala us ke har qadam ke badle ek neki ata karta hai, aue ek gunah maaf karta hai.

                                         (sahi Muslim shareef,vol/1),
plz,,read and share it.

You might also like