GHAR ME INTEQAL KE 20 DIN PAHLE BADAN KE BAAL NIKALNE KA HUKM

Sawal :Assalamualaikum qairiyath mufti sahab ,
ap se ek sawal hai mera ke mere walid ka iteqal hua hai 20 din pahle main apse ye janna chahta hu sir baal ya mooch ki khat sakte hai kiya agar ap ye sawal ka jawab denge tu main apka shukar guzar rahuga ?
(Ali sher),
Jawab : Walikumassalam wa rahamtullah,,,Alhamdulillah,,
Agar kisi ke walid ya qareebi rishtehdaar ka inteqal hojaye to 20 ho ya 40 din se pahle apne badan ke baal Nikal sakta hai,isko na nikalna aysa kuch bhi islam me nahi hai,awr iske bare me kutube fiqah me mana nahi aya hai,
( Al Hidayah,vol/1,pg/178),
plz,,read and share it.

You might also like