DEEN KI KHIDMAT ?

Sawal : As Salam o allaykum… Mufti sahab, deen ki khidmat kis tarah se kare….?
(imam khasim),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Deen ki khidmat kisi cheez me qaid nahi hai,jaisa chahe deen ki khidmat karsakte hai,yani agar aalim hai,to ilm pahla kar deen ki khidamt kare,,agar dawlat mand hoto ghareebo ki madad,masajid wa madraso ki tameer awr doosre falahi kaamo ke zariyeh deen ki khidmat kare,agar ilm ya dawlat 2 cheeze bhi na hoto kam se kam “ACCHE AKHLAAQ” ke zariyeh Deen ka naam raushan kare,,ke dekhne wale ye kahe ke ‘ ” UMMATI KE AKHLAAQ KA YE AALAM HAI,TO PHIR NABI KE AKHLAAQ KA KIYA AALAM HOGA !!!
Social media se yani WATSAPP,,FB,,etc,,per deeni baato awr islami taleemt wa maloomat ko share kare etc,,,
ye bhi ek tarah de deen ki hi kidmat hai,

plz,,read and share it.

You might also like