GHUSL KE BAAD WAZOO KA HUKM

Sawal : Assalamualikum, Mufti Saheb,
Agar koi Ghusl karle to phir Ghusl ke Baad Wazoo karna Zaroori hai ?
(Amjad Khan,K.S.A),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Jab koi Ghusl karle to Ab usko Wazoo karna Zaroori Nahi hai, Kyu ke Wazoo bhi usme Shamil hojata hai,
Awr Hadees me bhi aya hai,ke
Hazrat Aayisha Siddiqah(raziyallahuanha) ne farmaya : Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) Ghusl ke Baad Wazoo Nahi Farmate.
(Tirmizy Shareef,Vol/1,H,No :107),

Note : Kisi ka ghar Masjid se door ho ya Ghusl ke Baad Wazoo ke bare me Shak ho,ya itminaan Na hoto ,Behter yahi hai,ke wo shaks Ghusl ke Baad bhi Wazoo karle,aysa Nahi hai,to Na banaye.

Plz..Share it to All,For Islamic Service

You might also like