IMAM SE RUKU ME MILNE KA HUKM

Jawab : Asslamualaikum mufti saheb,
aksar ye dekha jata hai ke baaz hazrat namaz me us waqt shamil hota hai. jab imaam saheb namaz me ruku ki halat me hhote hain aur imam saheb ruku se udh khade hote hai lekin baaz musalli khud se ruku karte hain kya aise logon ki namaz hojati hai .AUR imam ke saath musalli ka ruku me kitni waqfe tak rehna wajib hai ?
(Mohammed umer naqshbandi),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Agar Imam ko moqtadi ruku me pale to usko wo rakat mokammal milgayi.
.Agar imam saheb ruku se khade hone ke baad musalli apne taurper ruku karle to usko wo rakat nahi mili lehaz usko wo puri rakat baad me imam ek salam pherne ke baad padhna hoga agar wo nahi padha to uski namaz hi nahi hovi lehaza wo puri namaz ko repeat karna zaroori hai,,,,,,,,
,agar moqtadi imam ko ruku me ek martabah ” SUBHANNAL ” kahne ki miqdaar me paale to usko wo rakat mil gayi hai,
(Noor ul Anwaar,vol/1,35),

You might also like