IQTEDA ME ATTAHIYYAT,DUROOD IBRAHIM AWR DUA E MASOORAH PADHNE KA HUKM
Sawal :,ASSALMU ALIKUM,MUFTI SAHEB,
magrib ki namaz ada kar raha hu aur dusri rakat me shamil hua hu, abhi teesri rakat me kya mujeh athahiyat hi padni hy ya phir durood shareed aur dua-e-masoora b padni hy, zara tafseel se batye ?
(shaik imran),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Jab aap maghrib ki doosri rakat me shamil huve hai,awr teesri rakat ke qadah me jab aap hoto tab aap Attahiyyatu ke saath durood e shareefa wa dua e masoorah bhi padhlena hai,kyu ke aap namaz tanha nahi padh rahe hai,balke imam ke peech padh rahe hai,lehaza iqteda ke lehaz se ye aakhiri rakat hai,jisme ye tamam duayen etc,,padhi jati hai,wo padhna hai,
(Hashiya e bukahri shareef,vol/1,kitabussalah,),
plz,,read and share it.