JANAZAH KI NAMAZ KE KANO TAK HAATH UTHANE KA HUKM

Sawal :Assalamualaikum Mufti Sahab..
Sawaal No.2: Agar Namaze Jazana me Imaam Sahab 3 Takbiro me Hath Kaano tak Uthadiye galti se. to kya namaaz phir se daurana chahiye.?
(Mohammed Akram naqshbandi ),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,agar namaze janazah me imam apne haath kano tak bhi utha le to namaz hojayegi,namaz ka dohrana zaroori nahi hai,
(Ashbaa wa Nnazaayir,vol/1),
plz,,read and share it.

You might also like