JANAZEH KE BAGHIR NAMAZ E JANAZAH ?
Sawal :Assalamualikum, Mufti saheb,
Mere dost ke bhai ka saudi me inteqal huwa hai.
Waha Namaz e janazah horahi hai ,
Marhoom ke afrad e khandan ussi waqt india me namaz e janaza ada karsakte hai ya nahi ?
(Mohammed Muneer, Mbnr),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Isko Namaz e Janazah Ghaibanah kahte hain,jo Hanafi Mazhab me Nahi padhna hai,balke shafayi mazhba menuski ijazat hai, balke Hanafi Mazhab me sirf Dua karna hai.
(Badayiyus Sanaye,Vol/1),
Plz..Share it to All for more visit our islamic website: www.anwaarulislam,com.