LADIES AUR DRIVING ?

Sawal: Assalamualaikum va rahmatullah moulaana kya islami behen car drive kar sakti hy aur agar drive kar sakti hy tho iske ahkaamaath kya hai aur sharai rahnumai farmaye

(Ek islami Bahen),
Jawab :Walimukumassalam wa rahmatullah.
Gadi yani car aur uske Alawah Gadiyo ka ek islami Bahen Ba Pardah hokar chala sakti hai,kyu ke ye Gadi zaroora ka ek Aala(Tool) hai,to isko zaroorat ke waqt drive karne me koi Haraj Nahi hai,ho sakta hai,kabhi wo driving hi uski jaan ki hifazat ka bhi zariah Ban sakti ho,
(Al Ashbaah,Vol/2),
Haan,Zaroorat ke Alawah Sirf Ghoom aur phir rahi ho to uski Ab Driving Ijazat Nahi hai,kyu ke is se Khud aur Doosre Mardo ko Bhi Noqsan hai.

Share it to All,and For more islamic Services plz visit Our Web Site

You might also like