LADIES KA QABRO KI ZIYARAT KA HUKM

Sawal : Assalamu alaikum mufti sab..
Aurton ko qabrastan jane se kyon mana kia gaya kia iski koi vajha hai ? aur
auliya allah ke mazarath pe jana kaisa hai kyon ke vahan pr b to qabren hoti hai ?
rhntmai frmaiye jazakallahu khaira ,
(PARI SAN PARI ),
jawab : walikumassalam wa rahmatullah,
islam me ladies ko qabro wa mazarat e mubarak ki ziyarat ki puri ijazat hai,
(sahi bukhari,vol/1,hadees no :1223),
haan ,,ladies kyu ke more sensitive (jazbati) hoti hai,awr wo gham ko chupa nahi pati awr wo rona shuru karti hai,
awr baaz jagah jaha fitnoh ka andesha bhi hota hai, isliye baaz ulama unko mana kiye hai,magar islam me to ziyarat ki ladies ko bhi ijazat hai,

plz,,read and shar

You might also like