LAFZ ..”TUM MARO” SE TALAQ KA HUKM ***

Sawal : Assalamualikum, Mifti Saheb,

Agar koi apni Bivi se kahe ke ” Tum Maro to bhi Mujhe Kuch Farq Nahi padhta ”
To kiya is jumleh se Divorce hojati hai ?
(Md Sameerullah khan),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah.
Is Lafz me Talaq ka ladz wazeh Nahi hai.awr Na hi usme Talaq ki Taraf isharah Hai,
Lehaza is jumleh se Talaq Nahi hoti hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/90..142)
Plz ..read and share it.

You might also like