MASJID KA TOILET USE KARNA

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Namaz ke awqaat ka alawah kiya masjid ka toilet Use karsakte hai,ya Nahi ?
(Md shabbir),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Masjid Ka Toilet Namaz ke awqaat me jab masjid Khuli hoto uska matlab hai,ke Masjid ke zimmahdaaro ki taraf se uski ijazat hai,
Lehaza, Ulama e kiram uske Aadab me kahte hai,ke..
Masjid ka toilet use kare to Uske baad wazoo bana kar 2 Rakaat Nafil Namaz ada kare to ziyadah behter hai.

You might also like