40 DAYS KA BAAD DADHI (BEARD) HUKM

Sawal : Assalamualikum, Mufti saheb,
dadi k baal 40 din k baad katwana sahi he ya nhi. Or ha niyat bhi nhi ki he dadi {sunnat} rakhne ki.. to nikal skte k nhi..
(md shahrukh chouhan) ,
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
Dadhi(Bread) rakhna ” SUNNAT ” hai,to sunnat pe amal karne keliye yani Dadhi rakhne keliye NIYYAT shart nahi hai,kyu ke wo to Nabi e akram sallallahialihwasallam ki sunnat hai,ummati ko  us per jitna jaldi hosake amal karne ki koshishi karni chahiye,
ab rahi 40 days ki baat to ye dino ka koi dakhal awr etebaar nahi hai,

Note : Nabi e Kareem(sallallahualihwasallam) ki sunnat pe amal ki baat aati hai,to shaitani waswaseh aate hai,to “SUNNAT” per amal kare to 2 jahan ki barkate Allah ata karega,,insha Allah,

You might also like