MOBILE ME QARAN KO KAHI…!?

Sawal : Assalamualaikum…Mufti Saheb,

mobail me pura quran hai isko pokit ke niche rakh sakte hai ke nahin aar kahin bhi le kar ja sakte hain jawab de meharbani hogi ?
(Ziauddin)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Mobile me Mukammal Quran e paak ho to usko Khai bhi rakh sakte hai,aur kidhar bhi lekar ja sakte hai,kyu ke wo Quran App us waqt Open Nahi rahta hai,Balke Off rahta hai,wo ayse hi hai,jaise Hafiz e Quran ke Seeneh(Heart) me Quran Mahfooz rahta hai,to wo bhi kahi bhi ja sakta hai,to mobile ka bhi yahi hukm hai,jisme quran ho,
Haan,Agar mobile oe quran Open Mode me ho aur wo screen pe dikhayi de raha hai,to ab usko kahi Na paak maqam per Nahi lejasakte aur be adabi ke maqam per rakh bhi Nahi sakte hai,kyu ke ab wo zahir hai,uska Adab bhi Lazim hai.
(Al Ashbah Wan Nazaayir,Vol/1)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like