MURGHI WAAR KE CHODNA…?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Agar koi Gir jaye(felt) ya koi Mussebat aye to Baaz log Murghi ya Anda(egg) etc..waar kar Chod dete hain,to kiya waarne se pahle koi Surah padhna hai,ya Waar kar chodne se behter kisi ghareeb ko sadqah dena hai ?
(Mohammed Saleem),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Hadees e paak me aya hai,ke Sadqah Museebato ko Door kar deta hai,
(Tirmizi,Vol/2),
to Insaan ka gir kar zakmhi hona ya koi Museebat ke ajane per Murghi ya koi Janwar uske Naam se kisi Ghareeb ko sadqah karna hai,uske ooper se Warna Zaroori nahi hai,bus ye rivaj hai,aur rivaj ko apnana zaroori Nahi hai,aur Sadqeh ke waqt Saaf Niyyat ka hona hai,koi Surah padhna zaroori Nahi hai,agar barkat keliye padhna chahe to Sureh Ikhlaas 3 Baar padhe..ya koi Doosri soorat bhi padh sakte hain,

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like