NAMAZ E JANAZAH ME HAATH UTHANA ….?

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Namaz e Janazah me Jo 3 Takbeer hoti hai,us Takbeer ke waqt Haath(2 Hands) kaha tak uthana hai ?
Ya Sirf Sar(Head) uthana hai ?
(Mohammed Irshad),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Namaz e Janazah ki Takbeer ke Waqt Sirf Takbeer kahna hai,jo imam saheb kahenge,Muqtadi(peeche rahne wale) ko Na 2 Haath(2hands) Kano tak uthana hai,awr Na hi Sar(Head) ko uthana hai.
Balke Takbeer kahna hai.
Awr ye Baat Hadees se Sabit hai.

(Nasbur Rayah,Vol/2,Pg/268),

You might also like