NAMAZ ME QURAN DEKH KAR PADHNA ?

Sawal : Asalaamalikum tarweeh my quran samne rakkar dheekte howey padna .yeh kaisa Amal hai .fiqh haneefi k pass

Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Namaz me Quran dekh kar padhna Hanafi mazhab me Ijazat Nahi hai,kyu ke Quran e kareem me aya hai,ke Allah ne farmaya :
Jo Tumhe Quran yaad ho wahi Namaz me padho.
(Quran,Vol/30,Surah Muzammil,Ayat No :20),
Lehaza Malum huva ke jo yaad ho wo Namaz me Baghair dekh kar padhe aur jo yaad Na ho usko chod de Yani Dekh kar Na padhe kyu ke Deen Aasan hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like