NAMAZE TARAVEEH KI NIYYAT ?

Sawal :Assalamualaikum mufti sahab,

taravi k namaz me 2 ya 4 ya 20 rakat k niyat kaisi karna chahiye..sunnat k mutabiq durus kaisi karna chahiye.?
(Mohammed Ather Azizi),
Jawab :Walikumassalaam wa rahmatullah..
Namaz e Taraveeh me Har 2 Rakaat ki Alag Alag Niyyat karna ziyadah Behter hai ,
“AAJ MAI 2 RAKAAT NAMAZ E TARAVEEH SUNNAT PADHTA HOON,TAABE IMAM KE MOOH MERA KABA SHAREEF KE WASTEH ALLAH KE”
ye kah kar Niyyat Bandh le.
Haan,Agar koi 20 Rakaat ki 2,Do Rakaat ki Niyyat se Ek hi saath Karle to bhi Niyyat kaafi hojati hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like