PAHLI RAKAT ME SURAH NAAS

 

Sawal :Asslamo alaikum
sawal ye hai farz namaz men pahli hi rakat man bhool kar surah naas padhli to kiya surat hai jawab inayat farmayen
Ya pahli rakat men surah kosar padli to kiya surat hai ?

Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,,agar koi pahli rakat me surah Naas yani quran ki aakhiri soorat padhle to doosri rakat me sarah BAQARAH,,ALIF LAAM MEEM ZALIKAL KITABU LA RAIBA FEEH,,,,,,,padhna chahiye,, isitarah agar koi pahli rakat me surah kausar padhle to doosri rakat me aage ka surah yani surah kafiroon ya iza jaa a nasrullah,,,etc,,padhle to bhi namaz hojayegi sajdah sahoo ki bhi zaroorat nah hai,
(Noor ul Anwaar,vol/1).
PLZ,,read and share it.

You might also like