PREGNENT LADY KA ROZAH ?

Sawal :Assalam alaikum rahmatullahi wa barakatuh

Mufti sahab agar koi khatoon hamal se ho to usko ramzan mein rozah rakhne ka kiya hukam hai kiya wo roza khaza kar sakti hai ??
(Ghulam e Mustafa),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar Koi Khatoon(lady) Hamal(pregnent) se ho aur Rozah Rakhne Se Doctor ne Sehat pe Kuch Asar hone ke baare me kahe aur Rozah Na rakhne ko kahe to aysi Soorat me us Khatoon ko Baad me un Rozo ki Qaza karna Wajib hai,ab wo Rozeh Na rakhe.
(Al Hidayah,Vol/2,Pg/215),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like