QIYAMAT KE QAREEB ILM KA UTH JANA

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Qiyamat ke qareeb “ilm” ke uth jane wa khatam hone ke muta’allaq hadees e paak mohayya farmaye to ayne nawazish hogi ?
(md malik,mbnr),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Qiyamat ke qareeb,ILME ke uthjane ki kayee rivayaat wa Ahadees jisme se chand ye hai,
Hadees :
Hazrat Abdullah bin amr bin Aas(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Allah logo se ilm ko nahi cheen leta hai,lekin wo ULAMA ko dunya se utha leta hai,to khud ba khud ilm bhi khatam hojata hai,awr jab dunya me ek ” AALIM” bhi na rahega to, log jahil wa na ahel logo ko apna sardar wa sarparast bana lenge,phir jab unse koi cheez ke bare me fatwa pooche to wo baghair ilm ke jawab denge to wo bhi gumrah honge awr doosro ko bhi gumraah kardenge,,
(jamiut tirmizy,vol/2,pg/93),
note : to Dosto ulama e kiram ka adab wa ehteram karo awr unse mohabbat se pesh aavo ye hamari deen wa dunay ki kamiyabi ka zariyah hai,

plz,, read and share it.

You might also like