RAAT ME AYINAH DEKHNE AWR EK HI SHAKS KA IQAMAT WA IMAMAT KARNE KA HUKM

Sawal :Assalamualykum
mufti saab ek suwaal hai
raataon me ayena nai dekhna koi hadees me hai kya.
aur jo shakhs aqamat de wahi namaz padhasakta hai kya.?
(Hafez khaleel),
Jawab : Walikumassalam wa rahamtullah,,1 jawab : Raato me ayinah(mirror) me na dekhna ye hadees me nahi hai,balke ye Hazrat Ali (raziyallahuanhu) ke aqwaal me se hai,
2 jawab : agar koi shaks iqamat de phir usi ko namaz padhana hoto wo shaks iqamat dene ke baad imamat karsakta hai,usme koi haraj nahi  hai,

(sharh ul wiqayah,vol/1)

pzl,read and share it.

You might also like