RAMAZAN ME WITAR KI NAMAZ KI JAMAT KA HUKM ***

 

Sawal : Assalamualikum,mufti sahab,
agar kisi shaks ko isha ka farz imam sahab k saath nahi aaya phir taraweeh imam sahab k sath ada k. Kya woh shaks imam sahab k sath witr ada kar sakta ha ya nahi.rahnumai farmayiye ?
(umaid ur rahman),


Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,, jo shaks imam saheb ke peeche isha ki farz nahi ada kiya hai,to ab wo witar ki namaz tanha padhlena chahiye,,jamat ke saath nahi .
(Ahle Khidmat sharyiyyah,vol/1,pg/239),
plz,,read and share it.

You might also like