ROMAN ENGLISH ME QURAN KA TARJUMAH

Sawal :Assalamu aalykum wa rahmatullahi wabarakatu molisab ek sawal hai mera yeh hai ki roman mai quran ka tarjuma padr sakte kya samaj sakte ya Ulmao kan sikhna details mai samjaye Assalamu aalykum jaza kalla khair
(Khaja Asif Shahid),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Quran e kareem ka Tarjumah Roman me Padh to sakte hai,Lekin uska Ziyadah faidah Nahi hoga,Aur Matlab ek Rahta hai,to uska Mafhoom ek doosra samajh le te hain,
lehaza us se Baaz Log Gumrah hojane ka bhi Andesha Rahta hai,Behter yahi hai,ke Kisi Aalim e Deen se uska Tarjumah seekhe ya padhe to ziyadah behter hai,aur Alhamdulillah kayi Ulama e kiram apne Anokhe Andaz me Darse Quran Dete rahte hai,to unke Duroos se faidab hasil karne me Taleem e islam seekhne ka majqah bhi milta hai,aur usme to 2 jaha ki Bahalayi hoti hai.
(Moqaddimah Tafseer e Roohul Maani,Vol/1),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like