ROZEH ME GHUSL AUR NAKHUN NIKALNE KA WAQT ? !

Sawal :Assalamu alaikum mufti sab

Ek sawal hai
Kya roza me naqoon nikalna aur ghosol karne ka surma lagane ka koi waqt time rahta kya…
(Mohammed Irfan)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
Rozeh ki Halat me Nakhun Nikalne Surmah Lagane aur Ghusl karne ka koi Khaas waqt Nahi hai,jab zaroorat ho ye 3 kaam karsakte hai,
(Al Hidayah,Vol/2)
Baaz log Rozeh ki Halat me zohar ke baad ghusl karne se Rozah Makrooh hojata kahte hai,ye Sahi Nahi hai.
Haan,Agar koi Piyas Bhujane ki Niyyat se Ek se ziyadah martabah Ghusl kare to Ab Rozeh me Karahat aajati hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like