ROZEH ME KHUSHBOO ?

Sawal : As salamualikum ,Maulana,
Mera ek sawal hai roze ki halat me itar ya khushbu laga sakte hain ?
(Anwar Aziz)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Rozeh ki Halat Itar ya Koi Khushboo(Liquid) jisme Dhuva Na ho usko istemal karsakte hain,Balke Rozeh me Khushboo Lagana Mustahab hai,uske lagane se Rozah Nahi toot ta hai,
Haan,Agar koi Agar Batti ko khas kar khushbu keliye apne Qareeb rakhe aur uska dhuva uske ander chala jaye to us se Rozah toot jata hai,agar agar batti door ho aur khushboo dhuve ke baghiar mahsoos ho to us se roza Nahi toot ta hai.
(Al Binayah,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaaeulislam,com.

You might also like