** SADQAH E NAFILAH KA HUKM ? **

 

Sawal : Sadqay e Nafilah kiya hota hai ? Mufti sab jawab marhamat farmye.
(Ek isalmi Bahen..frm.Saudia)

Jawab : Sadqay e Nafilah wo sadqa hota hai ke jiska nisab mutayyan nahi hota hai awr nahi waqt mutayyan hota hai, balke saheb e isteta’at jitna bhi paisa dena chahe Allah ke ghareeb bandon ko de sakta hai , chahe sham me de ya subah me de sakta hai ,
(Al Binayah,Vol/2),
Note :Sadqah Jitna bhi ho wo Dil se diya kare,kyu ke sadqah Allah ki Rahmat ko Ghar me lata hai.

You might also like