SAFAR KI NIYYAT KE DIN SE ZIYADAH DIN HOTO NAMAZO KA HUKM

 

Sawal : asslamu alaikum, mufti saheb.
agar koi safar ki niyat se hydearabad sirf 4 din ke liye jaye lekin kisi kaam ki wajah se ek mahina tak wahin rehjaye tho aap wo musafir raha ya muqeem.?
(mohammed umer Naqshbandi,mbnr),
Jawab : Waliumassalam wa rahmatullah ,,Jab wo jate waqt sirf 4 din ki hi niyyat kiya tha awr uska kaam hone me maheenah(month) bhi hojaye to wo musafir hi kahlayega ,awr usko zohar,Asar,awr isha ki namaze ” QASR” yani 4 rakat farz ko 2 rakat hai ada karna hoga.
(AL HIDAYAH,VOL/1,PG/166),
plz,,read and share it.

You might also like