“TU APNA RAASTAH DEKH LE” KAHNA *TALAQ* HAI?!

Sawal :Assalam alaikum WA rahmathullaahi WA Barakaatuhu,mufti saheb,
. Mera 1bht aham mas’ala hai plz jaldi se jawab bataen. Shohar ne apni bv ko gusse mein kaha k tum apna rasta khud dekhlo aur mujhe apne raste par chhod do. To is jumle se talaq waqai hoti hai? Plz jald jawab den. Aap k jawab ki muntazir. Ummid hai aap meri madad karen ge.
(islami bahen)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar koi Shohar Bivi ko ye Ghusseh ki Halat me “TUM APNA RAASTAH DEKHLO AWR MUJHE APNE RAASTEH PER CHID DO ” ka jumlah kahe to Us ki Murad shohar se poochenge awr agar Shohar us jumlah se Talaq ki niyyat kiya tha to Talaq e Bayin (2Talaq) waqe hongi awr agar wo talaq ki niyyat na kiya to talaq waqe nahi hogi.
(Al Hidaya,Vol/2,Pg/190).

You might also like