URDU ZUBAN ME JUMAH KA KHUTBAH KA HUKM

Sawal : Assalam alaikum mufti saab Kya jumah khutba mimber ka uper urdu mein padna kaisa hai ?
(mohammed shareef),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,agar us maqam per Arabi padhne wala koi bhi na ho,yani majboori ki soorat ho to Member per Urdu zuban (urda language) ya koi bhi maqami zuban me Khubah dene ki puri ijazat hai,
(Fatawa Tataar khaniya,vol/1,pg/457),
plz,,read and share it.

You might also like