FARZ KI CHOOTI HUVI 2 RAKAT ME QIRAT KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti sab,
4rakt farz zohar ya asar agar 2rakt namaz chut gayi tu wo 2rakt mn khali surefatia padna ya sura add karna ?
(nasar ahmed),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Jab koi bhi farz Namaz jaise Zohar ho ya Asar 4 rakat wali namaz me pahle ki 2 rakat choot jaye to ab wo imam ke salam pherne ke baad 2 rakat me surah fateha ke saath zammah surah bhi padhna wajib hai,
(sharh ul Wiqayah,vol,1,pg/151)
plz,,read and share it.

You might also like