ZAKAT KA MAAL 2 MONTH BAAD DE TO ..?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Agar koi Zakat ke paise Nikal diye hai,yani alag rakhe hai,lekin phir ye huva ke ek Ghareeb ladki ka Nikah 2 Maah
(Months) ke baad hai,to kiya ab wo raqam ko us tarah hi rakh kar Baad me us nikah me de sakte hai? Ya Nahi ?
(Mohammed Habeeb),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah..
Zakat ka Maal agar koi Nikal de phir Baad me us maal ko kuch Maah baad kisi Ghareeb ki shadi me istemal karna chahe to usko Us Shadi me istemal karsakte hain,aya karne se us Shaks ki Zakat ada hojayegi.
(Al Hidayah,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com

You might also like