ZAKAT KE PAISO SE BOREWELL ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,
Zakat ke paiso se kiya logo keliye Borewell Dalwa sakte hai ?
(Ameer),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
Zakat ke paiso se logo keliye borewll Nahi dalwa sakte hai,kyu zakaat Ghareebo ka Haq hai,to paani istemal karne wala Gareeb bhi ho sakta aur uske alawah bhi hosakta hai.
(Al Binayah,Vol/2),

You might also like