SAJDAH AUR QADAH KI SUNNAT

Sawal :Assalam alaikum Rahmatullah qadri sahab allah aapko omar de aapki tarafse kai logon ki islah ho rahi hai.ek cheez aapse maloom karna hai.hum sajde me jate hain to pahle peshani(forehead)tikna chahiye ya naak (nose) tikna chahiye.dosri cheez ye hai.attahyat ke waqt hamare haat ke ongliyan(fingers)ghutne (knee) se pahele hona chahiye ya ghutne ke nichey rahna chahiye.meherbani jawaab dijiyega jazakumullah khair.
(Tayyib Ali Khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Ameen,
Namaz ne sajdeh me jate waqt pahle Ghutne,2haath,Naak(nose) phir Peshani rakhna hai,aur uth te waqt pahle peshani ,Naak,2 haath phir ghutne uthana chahiye,
2)Attahiyyat me Haatho ki ungliyo ko Ghutno se pahle yani Ghutno se pahle aur Raano ke beech rakhna Sunnat hai.
(Sharh ul wiqayah,Vol/1).

You might also like