ZAMEEN SE GOLD MILE TO ?

Sawal :Assalamualaikum
Ek Sawaal hai moulana
Kisi shaks ku ghar banate waqt zameen me se gold mila toh us gold ko istemaal kiya jasakta???
Kya wo maal halaal hoga ?
(Mohammed Noman),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah.
Agar Ghar ki Tameer ke waqt kisi shaks ko us zameen se sona(Gold) mile to ab ye dekhna hoga ke us zameen pe pahle se ghar tha ya Sirf Zameen hi thi ? Agar pahle dooaro ka ghar raha ho baad me uski Nayi tameer kisi aur shaks kar raha ho to Is shaks ko chahiye ke us Gold ke bare me us se bataye aur agar uska ho to usko dede,agar wo Eimandari se uska inkar karde ya pahle waha sirf zameen hi thi ho ab us Gold se 5%(5 percent) Sadqah dena hoga aur Baaqi ka Hissah istemal karsakte hain.
(Tirmizi,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like